Tu dur hai mujse or paas b hai,
Teri kami ka kahin ehsas b hai.
Dost lakhon hai jahan mein mere,
Par tu pyaara bhi hai aur khaas bhi hai.
Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo, Milne milaane ki faryaad kar liya karo. Ek hum hai jo har baar shurwaat karte hai, Kabhi tum bhi humein humse pehle yaad kar liya karo
Ek din jab ham dunia se chale jaayenge
Mat sochana ham tumhe bhul jaayenge
Ek nazar aasma ki taraf uthana
Mere sms sitaro me likhe najar aayenge
koi Deewana kahata he to koi pagal samaj ta he
magar dharti ki becheni ko Badal samajata he
@ yug04U
Ji Bhar Ke Dekhe Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho
Betaab Meri Nazren Ho Aur Pyar Tumhara Ho
Jaan Ki Fikar Ho Na Zamane Ki Parwah
Ek Tera Pyar Hi Sirf Hamara Ho...!
Arz hai.
Teer kya chalati ho dhaar toh talvar me hai
wah wah
Yun Duppatte se kya chupati ho
Asli, maal toh salwar mein hai....